romantic
ek shaks pas reh ke samjha nahi mujhe ,
Is baat ka malal hai shikwa nahi mujhe,
main us ko bewafai ka ilzam kaisay dou ,
us ne to ibteda se hi chaha nahi mujhe ,
pathar samajh kar paon se thokr laga dia ,
afsos teri aankh ne parkha nahi mujhe ,
kya umedein baandh kar aaya tha samnay ,
us ne to aankh bahr ke dekha nahi mujhe....!!!
__________________
every things i post r always tested
and don't forget to say thanks
|